SONG: Is Ishq Ke Daman Me Hai Phulo Ka Khazana - इश्क के काँटो में

Is Ishq Ke Daman Me Hai Phulo Ka Khazana - इश्क के काँटो में

LYRICS:
ishq ke kaanto me is ishq ke kaanto me hai phulo ka khazana phulo ka khazana daaman jo uljha jaaye to daaman na chhudana daaman na chhudana is ishq ke kaanto me hai phulo ka khazana phulo ka khazana is aankh me hai zahar bhi, jaadu bhi to khun bhi armaano ka khun bhi is shokh nazar se kabhi nazaren na milana nazaren na milana is ishq ke kaanto me hai phulo ka khazana phulo ka khazana har ? machalti hai, lahraati hai bahaare padti hai fuhaare aise me chale aao aise me chale aao ki mausam hai suhana mausam hai suhana is husn-e-jaha ko ruka aalam hai kharidaar duniya hai giraftaar is husn-e-jaha ko ruka aalam hai kharidaar duniya hai giraftaar barsaat ki bhigi hui raaton ki kasam hai kyu tumko alam hai baadal ki tarah tum koi baadal ki tarah tum koi aansu na bahana, aansu na bahana jis gam ko chhupaaye tha jis gam ko chhupaaye tha main duniya ki nazar se har dard-e-bashar se har ashq sunaane laga us gam ka fasana us gam ka fasana apna hi is duniya me kaha jata hai sadma gam hota hai dugna apna hi is duniya me kaha jata hai sadma gam hota hai dugna duniya me kisi ko bhi tum apna na banana apna na banana is ishq ke kaanto me hai phulo ka khazana phulo ka khazana