SONG: Is Hirsoo Hawas Ki Duniya Me Armaan Badalte Dekhe Hai - इस हिस्रो हवस की दुनिया में अरमान बदलते देखे है

Is Hirsoo Hawas Ki Duniya Me Armaan Badalte Dekhe Hai - इस हिस्रो हवस की दुनिया में अरमान बदलते देखे है

LYRICS:
is hirso hawas ki duniyaa mein armaan badalte dekhe hai dhokha hai yaha laalach hai yaha imaan badalte dekhe hai daulat ke sunehre jaadu se ae dil tadapnaa achhaa hai chaandi ke khanakte sikko par insaan badalte dekhe hai qaid maangi thi rihaai to nahi maangi thi teri zulfon se judaai to nahi maangi thi qaid maangi thi rihaai to nahin maangi thi maine kya julm kiya, aap khafaa ho baithe maine kya julm kiya, aap khafaa ho baithe pyaar maanga tha khudaayi to nahi maangi thi qaid maangi thi rihaai to nahi maangi thi mera haq tha teri, aankho ki chhalkti may par mera haq tha teri, aankho ki chhalkti may par cheej apni thi, paraayi to nahi maangi thi qaid maangi thi rihaai to nahi maangi thi apne bimaar pe, itana bhi sitam thik nahi apne bimaar pe, itana bhi sitam thik nahi teri ulfat me buraai to nahi maangi thi qaid maangi thi rihaai to nahi maangi thi teri zulfon se judaai to nahi maangi thi qaid maangi thi rihaai to nahin maangi thi