SONG: Is Hansti Gaati Duniya Mein Hai - इस हँसती गाती दुनिया में है

Is Hansti Gaati Duniya Mein Hai - इस हँसती गाती दुनिया में है

LYRICS:
is hasti gati duniya me hai mera kaun sahara hai mera kaun sahara mai aankh se tapka aasu hu aakash se tuta tara aakash se tuta tara mai aankh se tapka aasu hu aakash se tuta tara aakash se tuta tara meri kismat ban kar bigad gayi duniya bas kar ujad gayi ujad gayi jab naiya dubi maujo metha kitna paas kinara tha kitna paas kinara jab naiya dubi maujo me tha kitna paas kinara tha kitna paas kinara is dil ki duaye le jau tu aur bhi gum to de jao de jao jeena hai do dil jee lenge bas leke naam tumhara bas leke naam tumhara jeena hai do din jee lenge bas leke naam tumhara bas leke naam tumhara is hasti gati duniya me hai mera kaun sahara hai mera kaun sahara