SONG: Is Duniya Me Jina Ho To, Sun Lo Meri Bat - इस दुनिया में जीना हो तो, सुन लो मेरी बात

Is Duniya Me Jina Ho To, Sun Lo Meri Bat - इस दुनिया में जीना हो तो, सुन लो मेरी बात

LYRICS:
ho is duniya me jeena ho to sun lo meri baat is duniya me jeena ho to sun lo meri baat gam chhod ke manaao rangreli aur maan lo jo kahe kitty kely gam chhod ke manaao rangreli aur maan lo jo kahe kitty kely jeena uska jeena hai jo hanste gaate jee le julfo ki ghanghor ghata me nain ke sagaar pee le jeena uska jeena hai jo hanste gaate jee le julfo ki ghanghor ghata me nain ke sagaar pee le jo karna hai aaj hi kar lo kal ko kisne dekha aayi hain rangeen bahare lekar din rangeele ho is duniya me jeena ho to sun lo meri baat is duniya me jeena ho to sun lo meri baat gam chhod ke manaao rangreli aur maan lo jo kahe kitty kely gam chhod ke manaao rangreli aur maan lo jo kahe kitty kely main albeli chingari hu nachu aur lehraau daman daman phul khilaau aur khushiya barsaau main albeli chingari hu nachu aur lehraau daman daman phul khilaau aur khushiya barsaau duniya walo tum kya jano jeene ki ye baate aao meri mehfil me to ye baate samjhau ho is duniya me jeena ho to sun lo meri baat is duniya me jeena ho to sun lo meri baat gam chhod ke manaao rangreli aur maan lo jo kahe kitty kely gam chhod ke manaao rangreli aur maan lo jo kahe kitty kely jo bhi hoga hum dekhenge gam se kyun ghabraye is duniya ke baag me lakho panchhi aaye jaye jo bhi hoga hum dekhenge gam se kyun ghabraye is duniya ke baag me lakho panchhi aaye jaye aish ke bando aish karo tum chhodo ye khamoshi log wahi to jindadil hain kar baithe jo chahe ho is duniya me jeena ho to sun lo meri baat is duniya me jeena ho to sun lo meri baat gam chhod ke manaao rangreli aur maan lo jo kahe kitty kely gam chhod ke manaao rangreli aur maan lo jo kahe kitty kely