SONG: Is Duniya Ki Pagadandi Par - इस दुनिया की पगडंडी पर तुम्हीं हो मेरे साथी

Is Duniya Ki Pagadandi Par - इस दुनिया की पगडंडी पर तुम्हीं हो मेरे साथी

LYRICS:
is duniya ki pagdandi par tumhi ho mere sathi ek tumhi ho mere sathi is duniya ki pagdandi par tumhi ho mere sathi ek tumhi ho mere sathi mere dhundhle jiwan path par tumhi haza ke pati ek tumhi ho mere sathi tum ho mere din ke suraj mere rat ke chanda tum ho mere din ke suraj mere rat ke chanda tumne mujhko bandh liya hai dal prem ka fanda mere rajkumar hanso mere rajkumar hanso main tumpe bali bali jati ek tumhi ho mere sathi is vishal sansar me main thi akeli kaap rahi thi mere jiwan beli kaap rahi thi mere jiwan beli lekin jis din tumko paya maine man ko dheer bandhaya apne ghar ko swarg samjh main phuli nahi samati is duniya ki pagdandi par tumhi ho mere sathi ek tumhi ho mere sathi