SONG: Is Do Rangi Duniya Me Kahi To Dhokha Khaye Na - इस दो रंगी दुनिया में कही तो धोखा खाये ना

Is Do Rangi Duniya Me Kahi To Dhokha Khaye Na - इस दो रंगी दुनिया में कही तो धोखा खाये ना

LYRICS:
is do rangi dunia me kahi to dhokha khaye is do rangi dunia me kahi to dhokha khaye are pyar karke ajnabi se albeli pachhtaye na haye ram ye na kaho hamse suna jaye na phul jaisa rup tera pyar ki umar hai phul jaisa rup tera pyar ki umar hai lekin tere dulhe ka ghar hai na dar hai lekin tere dulhe ka ghar hai na dar hai jaha piya mera wahi pe basera jaha piya mera wahi pe basera ho wahi pe basera kaun dulhan hogi kaun dulhan hogi jo balam ka ghar basaye na are pyar karke ajnabi se albeli pachtaye na haye ram ye na kaho hamse suna jaye na jab tujhe dekhu rani mai to padu soch me jab tujhe dekhu rani mai to padu soch me kab ka angur kaha is kauve ki choch me kab ka angur kaha is kauve ki choch me jisne sindur diya wahi mera pran piya jisne sindur diya wahi mera pran piya wahi mera pran piya nata laga tumse nata laga tumse tu zamana mujhe bhaye na are pyar karke ajnabi se albeli pachtaye na haye ram ye na kaho hamse suna jaye na nari ke liye to uska pati bhagwan hai nari ke liye to uska pati bhagwan hai tere pati dev ki to dunia hi maidan hai tere pati dev ki to dunia hi maidan hai sukh chahe dukh ho pas tera mukh ho sukh chahe dukh ho pas tera mukh ho pas tera mukh ho thik hai par mathe ka likha koi mitaye na haye ram ye na kaho hamse suna jaye na are pyar karke ajnabi se albeli pachtaye na haye ram ye na kaho hamse suna jaye na