SONG: Is Dil Me Rah Chuke Hai Wo Armaan Ki Tarah - इस दिल में रह चुके है वो अरमान की तरह

Is Dil Me Rah Chuke Hai Wo Armaan Ki Tarah - इस दिल में रह चुके है वो अरमान की तरह

LYRICS:
is dil me rah chuke hai wo arman ki tarha is dil me rah chuke hai wo arman ki tarha ab dekhte hai humko ab dekhte hai humko wo anjan ki tarha is dil me rah chuke hai wo arman ki tarha kis se kare gila ke likha tha nasib me kis se kare gila ke likha tha nasib me likha tha nasib me sahil hume duboyega tufan ki tarha sahil hume duboyega tufan ki tarha is dil me rah chuke hai wo arman ki tarha mehfil me dost banke na milte hume magar mehfil me dost banke na milte hume magar na milte hume magar kar lete bat yuhi wo insan ki tarha kar lete bat yuhi wo insan ki tarha is dil me rah chuke hai wo arman ki tarha ab dekhte hai humko wo anjan ki tarha is dil me rah chuke hai wo arman ki tarha