SONG: Is Dard Ki Mari Duniya Me Mujhsa Bhi Koi - इस दर्द की मारी दुनिया में मुझसा भी कोई

Is Dard Ki Mari Duniya Me Mujhsa Bhi Koi - इस दर्द की मारी दुनिया में मुझसा भी कोई

LYRICS:
is dard ki mari duniya me mujhsa bhi koi majbur na ho is dard ki mari duniya me mujhsa bhi koi majbur na ho jis tarah khushi se dur hu mai jis tarah khushi se dur hu mai yu koi khushi se dur na ho yu koi khushi se dur na ho ujade hue dil me kuch bhi nahi ashko ke siwa aaho ke siwa ujade hue dil me kuch bhi nahi ashko ke siwa aaho ke siwa kyu aise chaman me phul khile kyu aise chaman me phul khile hasne ka jaha dastur na ho hasne ka jaha dastur na ho tufan hai gum ka charo taraf aur chayi hui hai kaali ghata tufan hai gum ka charo taraf aur chayi hui hai kaali ghata kyu naiya hamari paar lage kyu naiya hamari paar lage kismat hi ko jab manjur na ho kismat hi ko jab manjur na ho is dard ki mari duniya me mujhsa bhi koi majbur na ho