SONG: Is Bewafa Jahan Ka Dastoor Hai Purana - इस बेवफा जहां का दस्तूर है पुराना

Is Bewafa Jahan Ka Dastoor Hai Purana - इस बेवफा जहां का दस्तूर है पुराना

LYRICS:
is bewafa jaha ka dastur hai purana jalte rahe nashe man hasta rahe jamana is bewafa jaha ka dastur hai purana jalte rahe nashe man hasta rahe jamana is bewafa jaha ka dil ko jalane wale ye bhi na tune jana dil ko jalane wale ye bhi na tune jana ye dil nahi jala hai ye dil nahi jala hai tera hi aashiyana is bewafa jaha ka hargiz na muskurate itna agar samjhte hargiz na muskurate itna agar samjhte hai umar bhar ka rona hai umar bhar ka rona pal bhar ka muskurana is bewafa jaha ka aaja meri mohabbat aa dil ki baat sunle aaja meri mohabbat aa dil ki baat sunle ye baat badh gayi to ye baat badh gayi to ban jayega afsana is bewafa jaha ka dastur hai purana jalte rahe nashe man hasta rahe jamana is bewafa jaha ka