SONG: Is Aankh Me Jadu Hai - इस आँख में जादू है एक आँख में मस्ती है

Is Aankh Me Jadu Hai - इस आँख में जादू है एक आँख में मस्ती है

LYRICS:
is aankh me jadu hai ek aankh mein masti hai is aankh me jadu hai ek aankh mein masti hai in pardo mein poshida yaaro meri hasti hai in pardo mein poshida yaaro meri hasti hai is aankh me jadu hai ek aankh mein masti hai jis maag mein khoi hai duniya hee mere dil ki jis maag mein khoi hai duniya hee mere dil ki in julf ke pecho mein in julf ke pecho mein bhigi si wo kashti hai in julf ke pecho mein bhigi si wo kashti hai in pardo mein poshida yaaro meri hasti hai is aankh mein jadu hai ek aankh mein masti hai haye ram mein kya karo kano mein sunane ki ek neeti kahani hai kano mein sunane ki ek neeti kahani hai bas is dile bismil mein bas is dile bismil mein hasrat hee barsti in pardo mein poshida yaaro meri hasti hai in pardo mein poshida yaaro meri hasti hai is aankh me jadu hai ek aankh mein masti hai