SONG: Irada Na Tha Aap Se Pyar Ka - इरादा ना था आप से प्यार का

Irada Na Tha Aap Se Pyar Ka - इरादा ना था आप से प्यार का

LYRICS:
irada na tha aap se pyar ka magar ho gaya dil ye sarkar ka hamesa rahe lab pe inkar hi maja tab hi aata hai ikrar ka irada na tha aap se pyar ka magar ho gaya dil ye sarkar ka hamesa rahe lab pe inkar hi maja tab hi aata hai ikrar ka irada na tha aap se pyar ka ye mahfil nayi or ye jalve tere rahu hosh me khuda na kare duaa kar rahi hu yahi har gadi ye najro ki bijli bhi mujpe gire ye mujpe gire nigaho me thame najara nahi magar dil me arman hai didar ka magar dil me arman hai didar ka irada na tha tujhe kya batau mai aye najabi hajaro me lakho me tu hai hasi ye jame najar ki kasam hai mujhe mai pita hu lekin sharabi nahi sharabi nahi ghtaye na bahla sakengi hume mai divana hu julfe dildar ka irada na tha