SONG: Insan Ki Mohabbat Bhul Gaye - इंसान की मोहब्बत भूल गया

Insan Ki Mohabbat Bhul Gaye - इंसान की मोहब्बत भूल गया

LYRICS:
insan ki mohabbat bhul gaya tu rasme wafa ko bhul gaya do roz ki jhuthi duniya mein bande tu khuda ko bhul gaya bande tu khuda ko bhul gaya bande tu khuda ko bhul gaya tu julmo sitam se o jalim khalik si shan mitata hai jo dar pe khdi hai shamo shahar kya apni kaja ko bhul gaya bande tu khuda ko bhul gaya bande tu khuda ko bhul gaya duniya ke safar mein ae rahi ek hath se de ek hath se le yaha soda nakada nakadi tu uski raja ko bhul gaya bande tu khuda ko bhul gaya bande tu khuda ko bhul gaya nadan sambhal kuch hosh me aa ye julam na kar yun jor na jha takat ke nashe mein diwane tu kehare khuda ko bhul gaya bande tu khuda ko bhul gaya bande tu khuda ko bhul gaya bande tu khuda ko bhul gaya bande tu khuda ko bhul gaya