SONG: Insaf Tera Dekha Ai Saaqi E Mayakana - इन्साफ़ तेरा देखा ऐ साक़ी ए मयख़ाना

Insaf Tera Dekha Ai Saaqi E Mayakana - इन्साफ़ तेरा देखा ऐ साक़ी ए मयख़ाना

LYRICS:
insaf tera dekha ai saqi-e-maykhana insaf tera dekha ai saqi-e-maykhana ham baithe rahe pyase chhalka kiya chhalka kiya paimana, chhalka kiya paimana ham baithe rahe pyase chhalka kiya paimana ham tazkira karte the duniya ki jafaao ka ham tazkiraa karte the duniyaa ki jafaao ka kyun tumne nazar badali kyun kah diyaa diwana kyun tumne nazar badali kyun kah diyaa diwana insaaf tera dekha ai saqi-e-maykhana ham baithe rahe pyase chhalka kiya paimana khud odh liyaa hamne ilzam mohabbat kaa han, khud odh liya hamne ilzam mohabbat ka dekha na gaya hamse un aankho kaa sharmana dekha na gaya hamse un aankho kaa sharmana insaf tera dekha ai saqi-e-maykhana ham baithe rahe pyase chhalka kiya paimana kafi hai taruf ye ai shamm-e-sar-e-mahfil kafi hai taruf ye ai shamm-e-sar-e-mahfil hai kam mera jalna aur nam hai parwana hai kam mera jalna aur nam hai parwana insaf tera dekha ai saaqi-e-maykhana ham baithe rahe pyase chhalka kiya chhalka kiya paimana, chhalka kiya paimana ham baithe rahe pyase chhalka kiya paimana