SONG: Insaf Kar O Aasma - इंसाफ कर ओ आसमां

Insaf Kar O Aasma - इंसाफ कर ओ आसमां

LYRICS:
insaf kar o aasma o aasma insaf kar o aasma o aasma ek taraf tanha mohabbat ek taraf tanha mohabbat ek taraf sara jahan, o aasma insaf kar o aasma o aasma aasre barbad kar daale hai tune sangdil o sangdil aasre barbad kar daale hai tune sangdil o sangdil kon hai kisko sunaye kon hai kisko sunaye apne gham ki dastan o aasman insaf kar o aasma o aasma sari duniya me ham hi bas tujhko aaye the najar o kam najar sari duniya me hamhi bas tujhko aaye the najar o kam najar kisliye tune mitaya kisliye tune mitaya pyar ka namonishan o aasma insaf kar o aasma o aasma