SONG: Insaan Mohabbat Me - इंसान मोहब्बत में

Insaan Mohabbat Me - इंसान मोहब्बत में

LYRICS:
insaan mohabbat me kuch kaam to kar jaye insaan mohabbat me kuch kaam to kar jaye insaan mohabbat me kuch kaam to kar jaye ya dhundle sahil ko ya dub ke mar jaye ya dhundle sahil ko ya dub ke mar jaye ya dhundle sahil ko ya dub ke mar jaye insaan mohabbat me kuch kaam to kar jaye insaan mohabbat me kuch kaam to kar jaye ae pyar ke deewano duniya hain kayamat ki ae pyar ke deewano duniya hain kayamat ki kismat pe na rakh dena buniyaad mohabbat ki kismat pe na rakh dena buniyaad mohabbat ki kismat ka bharosa kya, bigde ke sanwar jaye kismat ka bharosa kya, bigde ke sanwar jaye ya dhundle sahil ko ya dub ke mar jaye insaan mohabbat me kuch kaam to kar jaye insaan mohabbat me kuch kaam to kar jaye maayus bhi hain nazre umeed bhi hain baki maayus bhi hain nazre umeed bhi hain baki ye kaun sa aalam hain ab tu hi bata saki ye kaun sa aalam hain ab tu hi bata saki ye kaun sa aalam hain ab tu hi bata saki aakhir tera diwana jaye to jaye kidhar aakhir tera diwana jaye to jaye kidhar ya dhundle sahil ko ya dub ke mar jaye insaan mohabbat me kuch kaam to kar jaye insaan mohabbat me kuch kaam to kar jaye chhalke huye ashko mushkil nahi pee lena chhalke huye ashko mushkil nahi pee lena gam leke mohabbat me aasan hain jee lena gam leke mohabbat me aasan hain jee lena wo kaise jiye jiska gam had se gujar jaye wo kaise jiye jiska gam had se gujar jaye ya dhundle sahil ko ya dub ke mar jaye insaan mohabbat me kuch kaam to kar jaye