SONG: Insaan Kya Jo Kaam Kisi Aur Ke Naa Aasake - इंसान क्या जो काम किसी और के ना आसके

Insaan Kya Jo Kaam Kisi Aur Ke Naa Aasake - इंसान क्या जो काम किसी और के ना आसके

LYRICS:
paida sabhi ko ek hi bhagwan ne kiya chote bade ka fark to insan ne kiya paida sabhi ko ek hi bhagwan ne kiya chote bade ka fark to insan ne kiya dil ka hi jo gfarib ho wo kya amir ho dil wo hai jisne dusro ka dard le liya dil wo hai jisne dusro ka dard le liya wo hi hai bada gair ko bhi jo gale laga saka insan kya insan kya jo kam kisi or ke na sake insan kya suraj sabhi ko deta hai ek jajsi roshni sabke liye hai ek si chanda ki chandni suraj sabhi ko deta hai ek jaisi roshni sabke liye hai ek si chanda ki chandni malik sabhi ko dekhta hai ek najar se kyu hum hi jat pat ki hai dekhte kami kyu hum hi jat pat ki hai dekhte kami nadan hai wo nadan hai wo jiski samjh me ye bhi na sake insan kya insan kya jo kam kisi or ke na sake insan kya le dekh aaj kaun tere kam aa gaya tere bujhe chirag ko fir se jala gaya le dekh aaj kaun tere kam aa gaya tere bujhe chirag ko fir se jala gaya apne the jo apni ki na bund de sake jo gair tha wohi tujhe amrit pila gaya jo gair tha wohi tujhe amrit pila gaya pathar hai agar pathar hai agar ab bhi ye bhed ma mita sake insan kya insan kya jo kam kisi or ke na sake insan kya