SONG: Insaan Ki Surat Hai Shaitan Ki Fitrat Hai - इंसान की सूरत है सैतान की फितरत है

Insaan Ki Surat Hai Shaitan Ki Fitrat Hai - इंसान की सूरत है सैतान की फितरत है

LYRICS:
insaan ki surat hai shaitan ki fitrat hai insaan ki surat hai shaitan ki fitrat hai aurat par sitam karna mardo ki rawayat hai mardo ki rawayat hai insaan ki surat hai tanhai ki jinnat hai fursat ka khilauna hai tanhai ki jinnat hai fursat ka khilauna hai aurat jise kahte bistar hai bichhauna hai aurat jise kahte bistar hai bichhauna hai chehro par nakabe hai matlab ki mohabbat hai aurat par sitam karna mardo ki rawayat hai mardo ki rawayat hai insaan ki surat hai maa banke ishaa ki badnaam hui maa banke ishaa ki badnaam hui har daur mein sikko mein nilam hui hai ye har daur mein sikko mein nilam hui hai ye sita hai abhi kaidi rawan ki hukumat hai insaan ki surat hai shaitan ki fitrat hai insaan ki surat hai shaitan ki fitrat hai aurat par sitam karna mardo ki rawayat hai mardo ki rawayat hai insaan ki surat hai