SONG: Insaaf Ki Dagar Pe Bachcho Dikhaao Chal Ke - इन्साफ की डगर पे, बच्चो दिखाओ चल के

Insaaf Ki Dagar Pe Bachcho Dikhaao Chal Ke - इन्साफ की डगर पे, बच्चो दिखाओ चल के

LYRICS:
insaf ki dagar pe, bachcho dikhao chal ke ye desh hai tumhara, neta tumhi ho kal ke insaf ki dagar pe, bachcho dikhao chal ke ye desh hai tumhara, neta tumhi ho kal ke duniya ke rang sahna aur kuch na munh se kahna duniya ke rang sahna aur kuch na munh se kahna sachchaiyo ke bal pe aage ko badhate rehna sachchaiyo ke bal pe aage ko badhate rehna rakh doge ek din tum sansar ko badal ke rakh doge ek din tum sansar ko badal ke insaf ki dagar pe, bachcho dikhao chal ke ye desh hai tumhara, neta tumhi ho kal ke apne ho ya paraye sabke liye ho nyaye apne ho ya paraye sabke liye ho nyaye dekho kadam tumhara haragiz na dagamagaye dekho kadam tumhara haragiz na dagamagaye raste bade kathin hai chalna sambhal-sambhal ke raste bade kathin hai chalna sambhal-sambhal ke insaf ki dagar pe, bachcho dikhao chal ke ye desh hai tumhara, neta tumhi ho kal ke insaniyat ke sar pe izzat ka taaj rakhna insaniyat ke sar pe izzat ka taaj rakhna tan man bhi bhet dekar bharat ki laaj rakhna tan man bhi bhet dekar bharat ki laaj rakhna jivan naya milega antim chita me jal ke jivan naya milega antim chita me jal ke insaf ki dagar pe, bachcho dikhao chal ke ye desh hai tumhara, neta tumhi ho kal ke insaf ki dagar pe, bachcho dikhao chal ke ye desh hai tumhara, neta tumhi ho kal ke