SONG: Inquilab Zindabad Inquilab Zindabad - इंकलाब जिन्दाबाद इंकलाब जिन्दाबाद

Inquilab Zindabad Inquilab Zindabad - इंकलाब जिन्दाबाद इंकलाब जिन्दाबाद

LYRICS:
inquilab zindabad inquilab zindabad inquilab inquilab zindabad inquilab zindabad inquilab zindabad inquilab chalo vatan ki raah par ki tum vatan ki shan ho vatan ko tumpe naaj hai ki tum vatan ki jaan ho chalo vatan ki raah par ki tum vatan ki shan ho vatan ko tumpe naaj hai ki tum vatan ki jaan ho zindabad inquilab badhe chalo bahaduro ke jum ko mitayenge girake mahal juml ke naya jaha basayenge inquilab zindabad inquilab zindabad inquilab chalo vatan ki raah par ki tum vatan ki shan ho vatan ko tumpe naaj hai ki tum vatan ki jaan ho zindabad inquilab kafan saro pe baandh lo jara ke aaj janga hai lahu bahe to mat daro lahu bhi ek rang hai inquilab inquilab zindabad inquilab zindabad inquilab chalo vatan ki raah par ki tum vatan ki shan ho vatan ko tumpe naaj hai ki tum vatan ki jaan ho zindabad inquilab kuchal do dushmano ke sar jala do jalimo ke ghar ke sar mein bandh ke chalo aayenge ham jit kar inquilab inquilab zindabad inquilab zindabad inquilab chalo vatan ki raah par ki tum vatan ki shan ho vatan ko tumpe naaj hai ki tum vatan ki jaan ho zindabad inquilab zindabad inquilab