SONG: In Taro Ki Mehfil Me Tumsa Koi Taara Nahi - इन तारों की महफ़िल में तुमसा कोई तारा नहीं

In Taro Ki Mehfil Me Tumsa Koi Taara Nahi - इन तारों की महफ़िल में तुमसा कोई तारा नहीं

LYRICS:
in taro ki mehfil me tumsa koi tara nahi in taro ki mehfil me tumsa koi tara nahi yu to chand bhi pyara hai hame tumse to pyara nahi yu to chand bhi pyara hai kuch meri tamnna thi kuch teri nawajish thi kuch meri tamnna thi kuch teri nawajish thi kuch dil ka bahana tha kuch najro ki sajish thi halat ho aise to chalta koi chara nahi in taro ki mehfil me mere pyar ki manjil hai teri julfo ki chanv me mere pyar ki manjil hai teri julfo ki chanv me maine sara jahan paya aakar teri baho me ulfat ke siva ab to hame koi sahara nahi yu to chand bhi pyara hai dekhi hai jalak teri hanste hue taro me dekhi hai jalak teri hanste hue taro me tujhsa koi phul nahi duniya ki baharo me jisme tera jalva na ho koi aisa najara nahi in taro ki mehfil me tumsa koi tara nahi in taro ki mehfil me