SONG: In Pyar Ki Raho Me, Tera Hi Sahara Hai - इन प्यार की राहों में, तेरा ही सहारा है

In Pyar Ki Raho Me, Tera Hi Sahara Hai - इन प्यार की राहों में, तेरा ही सहारा है

LYRICS:
in pyar ki raho me, tera hi sahara hai aa mil ke chale hum tum, mausam ka ishara hai hai tu hi meri manzil, aur tu hi kinara hai, phul aur khushbu jese, ab saath hamara hai in pyar ki raho me, tera hi sahara hai in pyar ki raho me, tera hi sahara hai rang dekh ke phulo ka, dil bas mai nahi rehta khud sun lo meri dhadkan, mai kuch bhi nahi kehta dil ko samjha lo na, dhadkan ko daba lo na bechain ho kyu aakhir, jab phul tumhara hai in pyar ki raho me, tera hi sahara hai in pyar ki raho me, tera hi sahara hai bechain to honge hi, tum baat wo karti ho ab dar hai tumhe kiska, kis baat se darti ho dar hai ruswai ka, dar is tanhaai ka is pe bhi jo sach pucho, hume dar ye tumhara hai in pyar ki raho me, tera hi sahara hai aa mil ke chale hum tum, mausam ka ishara hai hai tu hi meri manzil, aur tu hi kinara hai, phul aur khushbu jese, ab saath hamara hai