SONG: In Chandni Raato Me Kyo Yaad Tum Aate Ho - इन चांदनी रातों में क्यों याद तुम आते हो

In Chandni Raato Me Kyo Yaad Tum Aate Ho - इन चांदनी रातों में क्यों याद तुम आते हो

LYRICS:
in chandani rato me kyu yad tum aate ho in chandani rato me kyu yad tum aate ho yad tum aate ho or yad bhi aate ho to kyu dil ko dukhate ho dil ko dukhate ho in chandani rato me kyu yad tum aate ho yad tum aate ho kate se nahi katti hai tanhai ki rate chubhti hai chubhti hai kaleje me mulakat ki bate sapno ko sapno ko mohabbat ke kyu aake jagate ho aake jagate ho armano ki dunia me ek halchal si machi hai sine me ho sine me mohabbat ki kasam aag lagi hai dukh dard ke dukh dard ke maro ko kyu or jalate ho or jalate ho kya jane dikhaye kya takdir hamari takdir hamari aankho se nahi hatti hai tasvir tumhari apno ko apno ko mohabbat me ji kyu or rulate ho kyu or rulate ho apno ko apno ko mohabbat me ji kyu or rulate ho kyu or rulate ho in chandani rato me kyu yad tum aate ho yad tum aate ho