SONG: In Ankho Ko Tumhe Apna Banane Ki Tamanna Hai - इन आँखों को तुम्हे अपना बनाने की तमन्ना है

In Ankho Ko Tumhe Apna Banane Ki Tamanna Hai - इन आँखों को तुम्हे अपना बनाने की तमन्ना है

LYRICS:
in aankho ko tumhe apna banaane ki tamanna hai mohabbat ke diye dil me jalane ki tamanna hai in aankho ko hajaro bijliya hasti hai jalim teri aankho me hajaro bijliya hasti hai jalim teri aankho me mujhe ye bijliya dil par girane ki tamanna hai in aankho ko tumhe apna banaane ki tamanna hai in aankho ko jo man me bul bulo ne aake chhede pyar ke nagme jo man me bul bulo ne aake chhede pyar ke nagme mujhe ji haale dil tumko sunane ki tamanna hai in aankho ko tumhe apna ki tamanna hai in aankho ko meri aankho me hanskar dekhiye aansu khushi ke hai meri aankho me hans kar dekhiye aansu khusi ke hai