SONG: Ilaahi Kaash Gam E Ishq Kaam Kar Jaaye - इलाही काश गम-ए-इश्क काम कर जाये

Ilaahi Kaash Gam E Ishq Kaam Kar Jaaye - इलाही काश गम-ए-इश्क काम कर जाये

LYRICS:
ilaahi kaash gam-e-ishq kaam kar jaaye ilaahi kaash gam-e-ishq kaam kar jaaye jo kal guzarni hai mujhpe abhi guzar jaaye jo kal guzarni mujhpe abhi guzar jaaye tamam, tamam umr rahe hum to khair kaanto me tamam umr rahe hum to khair kaanto me khuda kare tera daaman gulo se bhar jaaye khuda kare tera daaman gulo se bhar jaaye zamana ahal e khirad se to ho chuka maayus zamana, zamana, zamana ahal e khirad se to ho chuka maayus ajab nahi koi diwaana kaam kar jaaye ajab nahi koi diwaana kaam kar jaaye ajab nahi humara hashr to jo kuch hua hua lekin duayen hain, duayen hain ki teri aake baat sanwar jaaye duayen hain nigaahe ae nigaah-e-shauq wahi hai nigaah-e-shauq shamim nigaah-e-shauq wahi hai nigaah-e-shauq shamim jo ek baar rukhe yaar par thahar jaaye jo ek baar ilaahi, ilaahi kaash gam-e-ishq kaam kar jaaye ilaahi kaash