SONG: Ik Yaad Kisi Ki Yaad Rahi (Male) - एक याद किसी की, याद रही

Ik Yaad Kisi Ki Yaad Rahi (Male) - एक याद किसी की, याद रही

LYRICS:
ek yaad kisi ki, yaad rahi ek yaad kisi ki, yaad rahi aur sari duniya bhul gaye dil gum ke geet sunata hai dil gum ke geet sunata hai aaram ka nagma bhul gaye ek yaad kisi ki, yaad rahi aur sari duniya bhul gaye kyu kar mai hansu, dil rota hai ab koi bhi aansu rota hai ye aansu jahan me jeete hai ye aansu jahan me jeete hai jeene ki tamanna bhul gaye ek yaad kisi ki, yaad rahi aur sari duniya bhul gaye