SONG: Ik Tute Hue Dil Ka Kise Dard Sunaye - इक टूटे हुए दिल का किसे दर्द सुनाये

Ik Tute Hue Dil Ka Kise Dard Sunaye - इक टूटे हुए दिल का किसे दर्द सुनाये

LYRICS:
ik tute hue dil ka kise dard sunaye barbaad mahobbat tujhe lekar kaha jaye ik tute hue dil ka kise dard sunaye barbaad mahobbat tujhe lekar kaha jaye wo bhulane wale ab yaad na aao yaad na aao wo bhulane wale ab yaad na aao yaad na aao ya aasuon se kah do aankho me na aaye barbaad mahobbat tujhe lekar kaha jaye ik tute hue dil ka kise dard sunaye barbaad mahobbat tujhe lekar kaha jaye khamosh hai sunkar bhi ye bedardi zamaana bedardi zamaana aanho ki kahani ab kise ja ke sunaye barbaad mahobbat tujhae lekar kaha jaye ik tute hue dil ka kise dard sunaye barbaad mahobbat tujhe lekar kaha jaye