SONG: Ik Tu Hai, Bas Tu Hai - इक तू है, बस तू है

Ik Tu Hai, Bas Tu Hai - इक तू है, बस तू है

LYRICS:
tere bin is dil ne mar jaana itminaan hai mujhe tere sath itminaan hai mujhe tere sath kya karu duniya ke lafzo ka itminaan de mujhe teri baat itminaan de mujhe teri baat, teri baat ik tu hai bas tu hai mujhme ab main hoon kaha ik tu hai bas tu hai mujhme ab main hoon kaha tu mujhme reh gaya hai mujhme ab main hoon kaha tere bin is dil ne mar jaana itminaan hai mujhe tere sath itminaan hai mujhe tere sath kya karu duniya ke lafzo ka itminaan de mujhe teri baat itminaan de mujhe teri baat, teri baat main iss qadar tujhe hoon janta tujhe rooh talak hoon pehchanta main iss kadar tujhe hoon janta tu bhi khud ko jaane na ik tu hai bas tu hai mujhme ab main hoon kaha tu mujhme reh gaya hai mujhme ik tu hai bas tu hai mujhme ab main hoon kaha.