SONG: Ik To Mai Jawan - एक तो मैं जवां

Ik To Mai Jawan - एक तो मैं जवां

LYRICS:
ek to main jawa us pe tu yaha aaja meri jaa aur na jala ek to main jawa us pe tu yaha aaja meri jaa aur na jala paani me jawani kaisi aag lagaaye bhiga bhiga badan jal jal jaaye ek to main jawa us pe tu yaha aaja meri jaa aur na jala lat bikhare, masti me mach jaaye shor basti me lat bikhare, masti me mach jaaye shor basti me ek to hai majburi uspe hai ye duri dil me shole bhadke aa ke koi bujhaaye ek to main jawa us pe tu yaha aaja meri jaa aur na jala ek to main jawa us pe tu yaha aaja meri jaa aur na jala saal solva aaya kyu, dard pyaar ke laya kyo saal solva aaya kyu, dard pyaar ke laya kyo mausam ye mastana maare na koi tana kaho piya se chhupna chhode aake ang lagaye ek to main jawa us pe tu yaha aaja meri jaa aur na jala paani me jawani kaisi aag lagaaye bhiga bhiga badan jal jal jaaye ek to main jawa us pe tu yaha aaja meri jaa aur na jala