SONG: Ik Najar Jara Idhar Tu Dekh - इक नज़र ज़रा इधर तू देख लाखों में बस मैं हूँ एक

Ik Najar Jara Idhar Tu Dekh - इक नज़र ज़रा इधर तू देख लाखों में बस मैं हूँ एक

LYRICS:
ik najar jara idhar tu dekh lakho me bas mai hu ek aaja jara mujhe chhuke toh dekh tera dil na rahega nek gore chehare ki bindiya le legi teri nindiya main hun sone ki chidiya hun main miss made in india ik najar jara idhar sab imported ke pichhe main bahar se good main andar se bad aakhir me jab hote hain sad mujhe dekh ke sab hote hain glad main sweet hun jaise chocolatecake meri aankhe jaise goldengame mera gora tan ik kora cheque mujhe chhu kar dil ko lagi hai break pile mujhko jam hun main ik nashili sham hun main bijali hun main shola hun main ik aag ka gola hun main rokenge teri rahe thamenge teri baahen har din bharate hain aahe har dil abb tujhako chahe ik najar jara idhar main asali hu nahi duplicate main beautiful aur up to date roshani chand se hoti hai sitaro se nahi mohabbat ek se hoti hai hajaro se nahi maine chaha hai tumhe sirf tumhe chahungi hoke tumse juda abb main na jee paungi tumne agar chhodi nahi berukhi apni toh chhod ke shahar jid na karo ek duje kee mohabbat ko aajmane me umrr bite na kahee ruthane manane me har ghadee tumako meree yad bahut aayegee chain lene nahee degee tumhe tadpayegee tumane agar jane jigar dil meraa toda chhod ke