SONG: Ik Moorat Manohar Re - इक मूरत मनोहर है

Ik Moorat Manohar Re - इक मूरत मनोहर है

LYRICS:
ik moorat manohar hai ik moorat manohar hai mori ankhiyan ko tarsaye ik moorat manohar hai ik moorat manohar hai mori ankhiyan ko tarsaye nirmohi naina mane na nirmohi naina mane na rah rah kar nind bhagaye haye rah rah kar nind bhagaye ik moorat manohar hai mori ankhiyan ko tarsaye brij ki ye kaisi reet aayi prem ki kaisi reet banai brij ki ye kaisi reet aayi prem ki kaisi reet banai pal mein mile chhin mein kho jaye hath kabhi na aaye hath kabhi na aaye preetam hath kabhi na aaye dhir dhare kaisr man mera ujad gaya bulbul ka basera dhir dhare kaisr man mera ujad gaya bulbul ka basera bujh rahi jyoti aasha ki bujh rahi jyoti aasha ki ik moorat manohar hai mori ankhiyan ko tarsaye