SONG: Ik Mahi Dil Ko Das Gaya - एक माही दिल को है डस गया

Ik Mahi Dil Ko Das Gaya - एक माही दिल को है डस गया

LYRICS:
ek mahi ha ek mahi ho ek mahi dil ko hai das gya are ek mahi ha ek mahi ho thoda thoda hans gaya aankhon mein hai bas gaya kya karun main kya bolu hans lu ro lu main kya bolu pichhe ho lu main kya bolu ek mahi dil ko hai das gya are ek mahi ha ek mahi ho koun ganv koun shahar koun dakkhana hai mujhko to uska na pata na thikana hai meri albeli hai saheli hai tu jane re tu hi sun meri use thunth ke tu lama re kisko jisse hi dil mera fas gaya are jisse hi dil mera fas gaya thoda thoda hans gaya aankhon mein hai bas gaya kya karun main kya bolu hans lu ro lu main kya bolu pichhe ho lu main kya bolu ek mahi dil ko hai das gya are ek mahi ha ek mahi ho chathati jawani ko sambhal ke jo rakhati chalti rahon mein yu hi dil ko na takati sath pardeshiyon ke jo bhi pyar payenge aaj pachhitayenge vo kal pachhitayenge tere mithe sapano mein ras gaya tere mithe sapano mein ras gaya thoda thoda hans gaya aankhon mein hai bas gaya kya karun main kya bolu hans lu ro lu main kya bolu pichhe ho lu main kya bolu ek mahi dil ko hai das gya are ek mahi ha ek mahi ho mahi bina huaa mera jina mushkil re vahi meri ja mahi vahi mera dil re pyar mein to dukh sukh hans ke hai sahana ankhiyan laga ke kabhi kisi se na kahana mujhe pyar ke shikanje mein hi kas gaya mujhe pyar ke shikanje mein hi kas gaya thoda thoda hans gaya aankhon mein hai bas gaya kya karun main kya bolu hans lu ro lu main kya bolu pichhe ho lu main kya bolu ek mahi dil ko hai das gya are ek mahi ha ek mahi ho ek mahi ha ek mahi ho ek mahi dil ko hai das gya are ek mahi ha ek mahi ho thoda thoda hans gaya aankhon mein hai bas gaya kya karun main kya bolu hans lu ro lu main kya bolu pichhe ho lu main kya bolu ek mahi dil ko hai das gya are ek mahi ha ek mahi ho