SONG: Ik Labz-Ae-Muhabbat Kaa - इक लफ़्ज़-ए-मोहब्बत का

Ik Labz-Ae-Muhabbat Kaa - इक लफ़्ज़-ए-मोहब्बत का

LYRICS:
ek lafz-e-mohabbat ka adna sa fasana hai ek lafz-e-mohabbat ka adna sa fasana hai simate toh dil-e-aashiq simate toh dile aashiq, faile toh jamana hai ik labze muhabbat kaa adna sa fasana hai ek lafz-e-mohabbat ka hum ishq ke maro ka itna hi fasana hai hum ishq ke maro ka itna hi fasana hai rone ko nahi koyi, hasne ko zamana hai rone ko nahi koy hasne ko zamana hai yeh ishq nahi aasan bas itna samajh lije yeh ishq nahi aasan bas itna samajh lije ek aag kaa dariya hai aur dub ke jana hai ek aag kaa dariya hai aur dub ke jana hai woh husno jamal un ka, yeh ishq-o-shabab apna woh husno jamal un ka, yeh ishq-o-shabab apna jine ki tamanna hai, marne kaa jamana hai jine ki tamanna hai, marne kaa jamana hai ashko ke tabassum me, aaho ke tarannum me ashko ke tabassum me, aaho ke tarannum me masum muhabbat kaa masum fasana hai masum muhabbat kaa masum fasana hai kya husn ne samajha hai, kya ishq ne jana hai kya husn ne samajha hai, kya ishq ne jana hai ham khak-nashino ki thokar me jamana hai ham khak-nashino ki thokar me jamana hai ya woh the kafa ham se, ya ham the kafa unse ya woh the kafa ham se, ya ham the kafa unse kal unka jamana tha aaj apna jamana hai kal unka jamana tha aaj apna jamana hai aansu toh bahut se hain aankho me jigar lekin aansu toh bahut se hain aankho me jigar lekin bindh jaye so mita hain, rah jaye so dana hai bindh jaye so mita hain, rah jaye so dana hai ik labze muhabbat kaa adna sa fasana hai ik labze muhabbat kaa adna sa fasana hai simate toh dile aashiq simate toh dile aashiq, faile toh jamana hai ik labze muhabbat kaa adna sa fasana hai hai ishqe junun pesha han ishqe junun pesha ek sitamgar ko aaj hans hans ke rulana hai