SONG: Ik Din Ye Ansoon Banenge Sitare, Kabhi Na Kabhi Din Aayege Humare - इक दिन आँसू बनेंगे सितारे, कभी ना कभी दिन आयेंगे हमारे

Ik Din Ye Ansoon Banenge Sitare, Kabhi Na Kabhi Din Aayege Humare - इक दिन आँसू बनेंगे सितारे, कभी ना कभी दिन आयेंगे हमारे

LYRICS:
ik din aansu banenge sitare kabhi na kabhi din aayenge hamare kabhi na kabhi din aayenge hamare ik din aansu banenge sitare kabhi na kabhi din aayenge hamare kabhi na kabhi din aayenge hamare dukh par dukh wo deta jaye sab kuchh dekhe taras na khaye sab kuchh dekhe taras na khaye fir jiye ham usi ke sahare usi ke sahare, din aayenge hamare kabhi na kabhi din aayenge hamare ham par jo bhi beet rahi hain tum ye samajh lo beet rahi hain tum ye samajh lo beet rahi hain naiya kabhi to lagegi kinare lagegi kinare, din aayenge hamare kabhi na kabhi din aayenge hamare sun bhai heera sun mere moti bujhne na dega aasha ki jyoti bujhne na dega aasha ki jyoti baadal hatenge, ghatenge andhiyare ghatenge andhiyare, din aayenge hamare kabhi na kabhi din aayenge hamare ik din aansu banenge sitare kabhi na kabhi din aayenge hamare kabhi na kabhi din aayenge hamare