SONG: Ik Dil Kaa Lagana Baqi Tha - इक दिल का लगाना बाकी था

Ik Dil Kaa Lagana Baqi Tha - इक दिल का लगाना बाकी था

LYRICS:
ik dil ka lagana baki tha, so dil bhi lagake dekh liya takdir ka rona kam na huwa, aansu bhi bahake dekh liya ik dil ka lagana ik bar bhulana chaha tha sau bar wo humko yaad aaya ik bar bhulana chaha tha sau bar wo humko yaad aaya ik bhulanewale ko humane sau baar bhulake dekh liya ik bhulanewale ko humane sau baar bhulake dekh liya ik dil ka lagana ab tak to samajh me aa na saka is dil ki tamannaye kya hai ab tak to samajh me aa na saka is dil ki tamannaye kya hai sau baar, sau bar hansake dekh liya, sau baar rulake dekh liya sau baar hansake dekh liya, sau baar rulake dekh liya ik dil ka lagana baki tha, so dil bhi lagake dekh liya ik dil ka lagana