SONG: Ik Baat Poochti Hoon - एक बात पूछती हूँ

Ik Baat Poochti Hoon - एक बात पूछती हूँ

LYRICS:
ek baat puchti hu ae dil jawab dena ek baat puchti hu ae dil jawab dena mai unki ho gayi hu ae dil jawab dena ek baat puchti hu nadiya ke lahare machal ke sahil se kyu takrati hai sawan ki bijaliya kadak kar badal me kyu rah rati hai aaps me pyar hai dil bekrar hai mil ke gale kho jati hai ek baat puchti hu ae dil jawab dena ae dil jawab dena ek baat puchti hu uski lagan me ye samma har rat dil ko jalati hai chanda ki yaad me chakori kyu apni jaan gavati hai sholo ki chaha me chahat ki raho me mar ke bhi zindagi pati hai pati hai pati hai ek baat puchti hu ae dil jawab dena mai unki ho gayi hu ae dil jawab dena ek baat puchti hu