SONG: Ik Abla Ik Maa Bik Gayi Daur Wo Aa Gaya ( Part II ) - एक अबला एक माँ बिक गयी दौर वो आ गया

Ik Abla Ik Maa Bik Gayi Daur Wo Aa Gaya ( Part II ) - एक अबला एक माँ बिक गयी दौर वो आ गया

LYRICS:
bebasi aur sitam me huyi jang jab bhukh aur zar me bhi kashmokash ho gayi chand paiso ki jhankar pe dekhiye ek bewa ek abla ek ma bik gayi ek bewa ek abla ek ma bik gayi daur wo aa gaya daur wo aa gaya daur wo aa gaya dil ke arma bike hoshle bik gaye har khushi bik gayi aadmi waqt ke hath aisa bika chain jata raha zindagi bik gayi daur wo aa gaya jo khushi ke the din wo chale hi gaye jo khushi ke the din wo chale hi gaye gam ki rate hai ab zindagi ke liye shirf aansu hai daman me aye dosto shirf aansu hai daman me aye dosto jo bhi hotho pe aayi hansi bik gayi daur wo aa gaya dil sitaro ke gam se dhadkane lage dil sitaro ke gam se dhadkane lage rut abhagan si bechain hone lagi chand rone laga nile aakash pe chand rone laga nile aakash pe aake dharti pe jab chandani bik gayi daur wo aa gaya dil ke arma bike hoshle bik gaye har khushi bik gayi aadmi waqt ke hath aisa bika chain jata raha zindagi bik gayi daur wo aa gaya