SONG: Ijazat Ho To Mai Kuch Aapse - इजाज़त हो तो मैं कुछ आपसे

Ijazat Ho To Mai Kuch Aapse - इजाज़त हो तो मैं कुछ आपसे

LYRICS:
ijajzat ho to main kuch aapse gustakhiya kar lu ijajzat ho to main kuch aapse gustakhiya kar lu churakar shokhiya aankho ki apna dil jawa kar lu churakar shokhiya aankho ki apna dil jawa kar lu ijajzat ho to main kuch aapse gustakhiya kar lu bada hi shokh hai ye aaftabi rang hontho ka bada hi shokh hai ye aaftabi rang hontho ka agar mil jaye thoda sa gulabi rang hontho ka gulabi rang hontho ka to sadke husn ke rangin apni daasta kar lu churakar shokhiya aankho ki apna dil jawa kar lu ijajzat ho to main kuch aapse gustakhiya kar lu agar aata hai aankho ko tumhari teer barsana agar aata hai aankho ko tumhari teer barsana to main bhi jaanta hu pyar ki raaho me mar jana inhi raaho me mar jana magar itna to mauka do ke haal-e-dil baya kar lu churakar shokhiya aankho ki apna dil jawa kar lu ijajzat ho to main kuch aapse gustakhiya kar lu suno agar shauk se to dhadkane dil ki sunata hu suno agar shauk se to dhadkane dil ki sunata hu kaho to baat matlab ki jaba par aaj lata hu jaba par aaj lata hu bura mano to kah do band main apni jaba kar lu churakar shokhiya aankho ki apna dil jawa kar lu ijajzat ho to main kuch aapse gustakhiya kar lu