SONG: Ibtedaey Ishk Me Hum Sari Raat Jaage - इब्तिदा-ए-इश्क़ में हम सारी रात जागे

Ibtedaey Ishk Me Hum Sari Raat Jaage - इब्तिदा-ए-इश्क़ में हम सारी रात जागे

LYRICS:
ibtedaye ishk me ham sari rat jage allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage dil me teri ulfat ke bandhne lage dhage allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage ibtedaye ishk me ham kya kahu kuch kaha nahi jaye, bin kahe bhi raha nahi jaye kya kahu kuch kaha nahi jaye, bin kahe bhi raha nahi jaye rat bhar karvat mai badalu, dard dil kaa saha nahi jaye nind meri aankho se dur dur bhage allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage dil me teri ulfat ke bandhne lage dhage allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage ibtedaye ishk me ham dil me jagi prit ki jwala, jabse maine hosh sambhala dil me jagi prit ki jwala, jabse maine hosh sambhala mai hu tere pyar ka saman, tu mera rahi matwala mere man ki vina me tere rag jage allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage dil me teri ulfat ke bandhne lage dhage allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage ibtedaye ishk me ham tune jab jab aankh milayi, dil se ek awaj ye aayi tune jab jab aankh milayi, dil se ek awaj ye aayi chal ke aab taro me rahenge, pyar ke ham do saudayi mujhko teri surat chandani rat lage allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage ibtedaye ishk me ham sari rat jage allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage ibtedaye ishk me ham sari rat jage allah jane kya hoga aage, oh maula jane kya hoga aage ibtedaye ishk me ham