SONG: I Am In Love, Koi Hai Aashiq Koi Mahabub Hai - आय ऍम इन लव, कोई है आशिक़ कोई महबूब है

I Am In Love, Koi Hai Aashiq Koi Mahabub Hai - आय ऍम इन लव, कोई है आशिक़ कोई महबूब है

LYRICS:
i am in love, you are in love he is in love, she is in love i am in love, you are in love he is in love, she is in love koyi hai aashiq koyi mehbub hai yah duniya khub hai, yah duniya khub hai i am in love, you are in love he is in love, she is in love koyi hai aashiq koyi mehbub hai yah duniya khub hai, yah duniya khub hai i am in love, you are in love he is in love, she is in love kahi pe romiyo-juliyat kahi raanjha kahi hir kahi shiri-farahaad ye naam sabko hai yaad kahi pe romiyo-juliyat kahi raanjha kahi hir kahi shiri-farahaad ye naam sabko hai yaad ye naam sabko hai yaad, sabko hai yaad sabke bahaane dil se mansub hai yah duniya khub hai, yah duniya khub hai i am in love, you are in love he is in love, she is in love duniya se kya lena hai, duniya ko chhodo yaro duniya se kya lena hai, duniya ko chhodo yaro zulfo ki baate karo, hontho ke kisse chhedo zulfo ki baate karo, hontho ke kisse chhedo ye zindagaani dil se mansub hai yah duniya khub hai, yah duniya khub hai i am in love, you are in love he is in love, she is in love kitne hai mausam lekin yah rut hai ek suhaani barso ki zindagaani me do din ki hai javaani kitne hai mausam lekin yah rut hai ek suhaani barso ki zindagaani me do din ki hai javaani barso ki zindagaani me do din ki hai javaani aur ye javaani dil se mansub hai yah duniya khub hai, yah duniya khub hai i am in love, you are in love he is in love, she is in love koyi hai aashiq koyi mehbub hai yah duniya khub hai, yah duniya khub hai i am in love, you are in love he is in love, she is in love