SONG: Huzurevaalaa Jo Ho Ijaazat To Ham Ye Saare Jahaan Se Kah Den - हुज़ूरेवाला, जो हो इजाज़त तो हम ये सारे जहाँ से कह दें

Huzurevaalaa Jo Ho Ijaazat To Ham Ye Saare Jahaan Se Kah Den - हुज़ूरेवाला, जो हो इजाज़त तो हम ये सारे जहाँ से कह दें

LYRICS:
huzurevaala, jo ho ijaazat to ham ye saare jahan se kah de huzurevaala, jo ho ijaazat to ham ye saare jahan se kah de tumhari adaao pe marte hai ham ye kisne kaha hai ki darte hai ham huzurevaala, jo ho ijaazat to ham ye saare jahan se kah de, huzurevaala kyo na kah de mohabbat khuda hai ye haqiqat nahi hai to kya hai kyo na kah de mohabbat khuda hai ye haqiqat nahi hai to kya hai o dil vaale daav laga le kar diya dil ko tere havaale bada lutf chhup chhup ke jalne me hai maza tir khaake sambhalne me hai huzurevaala, jo ho ijaazat to ham ye saare jahan se kah de tumhari adaao pe marte hai ham ye kisne kaha hai ki darte hai ham, huzurevaala dekhiye to zara muskura ke kaun baitha hai pahlu me aake dekhiye to zara muskura ke kaun baitha hai pahlu me aake o dil vaale daav laga le kar diya dil ko tere havaale ye nichi nigaahe gazab kar gai pata na chala zulm kab kar gai huzurevaala, jo ho ijaazat to ham ye saare jahan se kah de tumhari adaao pe marte hai ham ye kisne kaha hai ki darte hai ham huzurevaala, jo ho ijaazat to ham ye saare jahan se kah de, huzurevaala