SONG: Huzur Aap Ka Tha Intezaar - हुजुर आप का था इंतज़ार

Huzur Aap Ka Tha Intezaar - हुजुर आप का था इंतज़ार

LYRICS:
huzur aap ka tha huzur aap ka tha, intzaar barso se huzur aap ka tha, intzaar barso se chhupa ke baithe hain chhupa ke baithe hain aankho me pyaar barso se huzur aap ka tha, intzaar barso se huzur aap ka tha, intzaar barso se chhupa ke baithe hain ha munna chhupa ke baithe hain aankho me pyaar barso se huzur aap ka tha, intzaar barso se uda hain rang nazar de rahi duhai hain ladi hain aankh kaha kaise chot khai hain hawa se gum hain khayalato me hain khoye huye jara batao ki ho jagte ya soye hue kaha lutaya hain dil ka karaar barso se huzur aap ka tha, intzaar barso se huzur aap ka tha, intzaar barso se chhupa ke baithe hain wah beta chhupa ke baithe hain aankho me pyaar barso se huzur aap ka tha, intzaar barso se ye pahali mohabbat jaab hoti hain mile to jaan ya kismat kharab hoti hain anokhi baat ye mashhur hain jamane me ye ishq lata hain shaho ko kaid khane me suni hain husn ne dil ki pukar barso se huzur aap ka tha, intzaar barso se huzur aap ka tha, intzaar barso se chhupa ke baithe hain o munna chhupa ke baithe hain, aankho me pyaar barso se huzur aap ka tha, intzaar barso se nishani jan ke uski chhupa ke laye the kisi ke panw ke jute chura ke laye the yahi hain jurm saja jiski ham hain paye huye ye jute dekh lo sine se hain lagaye huye hain baap dada ka ye karobaar barso se huzur aap ka tha, intzaar barso se huzur aap ka tha, intzaar barso se chhupa ke baithe hain aa ha chhupa ke baithe hain, aankho me pyaar barso se huzur aap ka tha, intzaar barso se ham apane dil ko hatheli pe le aye hain huy hain jakhmi magar fir bhi muskuraye hain kiya pyaar to fir darna kya jamane se ye aag chhupti nahi kabhi chhupane se vafa ko dhundhte firte hian barso se huzur aap ka tha, intzaar barso se huzur aap ka tha, intzaar barso se chhupa ke baithe hain o munna chhupa ke baithe hain, aankho me pyaar barso se huzur aap ka tha, intzaar barso se huzur aap ka tha, intzaar barso se huzur aap ka tha