SONG: Huyi Umar Yeh - हुई उम्र ये

Huyi Umar Yeh - हुई उम्र ये

LYRICS:
hui umar ye solha saal ki haye main hui umar ye solha saal ki haye main kya karu kya karu jara ek najar to daal ki kya karu kya karu hui umar ye solha saal ki haye main jaane kitne khilaune khele hai maine apne bachapan mein maine paya haye maine paya khilauna ab wo jiski hasrat thi man mein ab dekhna mera kamaal ki haye main ab dekhna mera kamaal ki haye main ki kya karu kya karu hui umar ye solha saal ki haye main ki kya karu kya karu sona chandi na chahu jamila na koi dhan daulat ki jise main to mangu main to mangu pyar jara sa kahe katraye aise mera piya pada kangaal mera piya pada kangaal ki kya karu kya karu hui umar ye solha saal ki haye main ki kya karu kya karu mujhe sautan lage re balma ram kasam teri ye wardi aisi bhi kya haye aisi bhi kya gulami iski aaj khul ke bol de bedardi meri khatir waqt nikal ki haye meri khatir waqt nikal ki haye ki kya karu kya karu hui umar ye solha saal ki haye main ki kya karu kya karu jara ek najar to daal ki kya karu kya karu