SONG: Huye Hai Majboor Hoke Aapno Se Door - हुये है मजबूर होके अपनों से दूर

Huye Hai Majboor Hoke Aapno Se Door - हुये है मजबूर होके अपनों से दूर

LYRICS:
huye hai majbur hoke apno se dur hua mera kya kasur kuch samjh na aaye huye hai majbur hoke apno se dur hua mera kya kasur kuch samjh na aaye kise apna hal sunaye re koi nahi pas mere chhut gayi aash ab ras nahi ras mera dil ghabraye huye hai majbur hoke apno se dur hua mera kya kasur kuch samjh na aaye din khushiyo ke humse ruth gaye ab apne sahare sab tut gaye din khushiyo ke humse ruth gaye ab apne sahare sab tut gaye kise dil ke dag dikhaye re koi sune na pukar hua jina duswar chhuta dil ka kara koi kaha chala jaye huye hai majbur hoke apno se dur hua mera kya kasur kuch samjh na aaye