SONG: Husnwalon Se Na Milna Ye Daga Dete Hai - हुस्नवालों से ना मिलना ये दगा देते है

Husnwalon Se Na Milna Ye Daga Dete Hai - हुस्नवालों से ना मिलना ये दगा देते है

LYRICS:
mohabbat karke sharmana ye aadat hai hasino ki aur inki har ada par jaan de dete hai diwane yaha to saikdo firite hai khast haal diwane raham kis kis pe kare ham aur sune kis kis ke afsane husnwalo se haye husnwalo se na milna ye daga dete hai husnwalo se na milna ye daga dete hai chahne walo ko mitti me mila dete hai chahne walo ko mitti me mila dete hai husnwalo se na milna husnwale hi husnwale hi to ulfat ka sila dete hai husnwale hi to ulfat ka sila dete hai ishq ko pyar ke andaaz sikha dete hai ishq ko pyar ke andaaz sikha dete hai karke barbad hame haste hai pathar ke sanam karke barbad hame haste hai pathar ke sanam chin lete hai khushi de ke umar bar ka gam chin lete hai khushi de ke umar bar ka gam dil to le lete hai ye kha ke apne sar ki kasam in hasino ke vade bhala kya vade hai aaj khate hai kasam haye aaj khate hai kasam kal ye bhula dete hai aaj khate hai kasam kal ye bhula dete hai husn ke dam se hai nadano mohabbat ka chalan husn ke dam se hai nadano mohabbat ka chalan husn ke dam se hai aabad tumhara gulshan husn ke dam se hai aabad tumhara gulshan ham na hote to na hota kabhi do dil ka milan ham bhi hai bhigdi huyi taqdeer banane wale dard dekar tumhe insaan bana dete hai dard dekar tumne insaan bana dete hai had hai ehshan faromoshi ki bhi alla kasam had hai ehshan faromoshi ki bhi alla kasam inse parda jo karo to ye hai bhi julm sitam inse parda jo karo to ye hai bhi julm sitam inko jalwa bhi dikhaye to gunhegar hai ham sach to ye hai ke ye ham logo se jalte hai kyonki ham inko bhi aaina dikha dete hai husn wale hi to ulfat ka sila dete hai husn wale hi to ulfat ka sila dete hai chahane wale ko diwana bana dete hai chahane wale ko diwana bana dete hai