SONG: Husn Me Bhi Hai Nasha Jham Me Bhi Hai Nasha - हुस्न में भी है नशा जाम में भी है नशा

Husn Me Bhi Hai Nasha Jham Me Bhi Hai Nasha - हुस्न में भी है नशा जाम में भी है नशा

LYRICS:
husn me bhi hai nasha jaam me bhi hai nasha peene wale dekh pee ke fark hai dono me kya husn me bhi hai nasha jaam me bhi hai nasha ye aadaye ye nazare yhe lachak ye sokhiya tujhko masti me pukare koi tera mehrban aag ye tune lagai aag ye tu hi bujha husn me bhi hai nasha jaam me bhi hai nasha aaj dil bahke to bahke hosh ka mat naam le aaj dil bahke to bahke hosh ka mat naam le do ghadi madhosh rahke bekhudi se kaam le khud bhi pee ankho se mere or mujhko bhi pila husn me bhi hai nasha jaam me bhi hai nasha aaj har parda utha de tujhko chahat ki kasam aaj har doori mita de tujhko teri hi kasam mai bana du husan tujhko ishq tu mujhko bana husn me bhi hai nasha jaam me bhi hai nasha peene wale dekh pee ke fark hai dono me kya husn me bhi hai nasha jaam me bhi hai nasha