SONG: Husn Ke Nakhre Naajo Najakat - हुस्न के नखरे नाजों नजाकत

Husn Ke Nakhre Naajo Najakat - हुस्न के नखरे नाजों नजाकत

LYRICS:
husn ek ulti raah hain husn ek jhuthi chah hain husn to ek gunah hain husn karta tabah hain is husn ke nakhre naajo najakat husn ke nakhre naajo najakat is husn ke nakhre najo najakat husn ke nakhre naajo najakat roj roj ab kaun sahe hum aaj ye kissa khatam kare hum aaj ye kissa khatam kare ya husn rahe ya ishq rahe hum aaj ye kissa khatam kare khud dhokha daga fareb kare khud dhokha daga fareb kare khud dhokha daga fareb kare ilzaam ye husn pe deta hain hum aaj ye kissa khatam kare hum aaj ye kissa khatam kare ya husn rahe ya ishq rahe hum aaj ye kissa khatam kare hum aaj ye kissa khatam kare ek din dekha ho ek din dekha dard ka mara dard ka mara dard ka mara ho ek din dekha dard ka mara ek aashiq mastana jungle jungle mara mara firta tha diwana firta tha diwana mujhko dekh ke kahne laga ho mujhko dekh ke kahne laga are sunle mera fasana har aashiq ke ghar me paigam mera pahunchana ke husn ko itna luto maro ke husn ko itna luto maro sari umar hi rota rahe hum aaj ye kissa khatam kare hum aaj ye kissa khatam kare ya husn rahe ya ishq rahe hum aaj ye kissa khatam kare hum aaj ye kissa khatam kare humari bhi suno humari bhi suno laila ki jab kabr pe chalkar ek hasina aayi roke lipat ke kahne lagi aahe roke lipat ke kahne lagi aahe roke lipat ke kahne lagi ae laila teri duhai kaise badla lu inse aahe kaise badla lu inse har aashiq hain harjai to kabr se laila ki rooh ne yahi aawaz lagaai nikal pado ab taan ke sina dono me se ek rahe hum aaj ye kissa khatam kare hum aaj ye kissa khatam kare ya husn rahe ya ishq rahe hum aaj ye kissa khatam kare hum aaj ye kissa khatam kare inka har daur dekha inka har taur dekah aahe inka har daur dekha inka har taur dekah ho salma ya sulekha hain sab dhokha hi dhokha inka har daur dekha inka har taur dekah yaha se aur waha se puchlo tum jaha se wafa ke deke jhanse palat dete hain paase tarunam inke jhuthe tausam inke jhuthe takulam inke jhuthe marasim inke jhuthe are jhalaawa hain jhalawa bulaawa hain bulawa inki ulfat ka dawa dikhawa hain dikhawa tum ban than ke na niklo to ye dil na fisle ek baar maramat hogi to phir dil na machle ishq husn ka dushman hain ishq husn ka dushman hain koi iske bharose na rahe hum aaj ye kissa khatam kare hum aaj ye kissa khatam kare ya husn rahe ya ishq rahe hum aaj ye kissa khatam kare hum aaj ye kissa khatam kare