SONG: Husn E Maghroor - हुस्न ए मगरूर

Husn E Maghroor - हुस्न ए मगरूर

LYRICS:
husn-e-magrur ne palko ko jhuka rakha hai raaz ulfat ka nigaho me chupa rakha hai ishq khuddar hai vo bhi na juban kholega fasla ishq me dono ne badha rakha hai yu mile ki mulakat ho na saki yu mile ki mulakat ho na saki hoth kanpe magar baat ho na saki hoth kanpe magar baat ho na saki yu mile ki mulakat ho na saki yu mile ki mulakat ho na saki ho na saki, ho na saki hoth kanpe magar baat ho na saki hoth kanpe magar baat ho na saki har najar ek nayi dastan keh gayi har najar ek nayi dastan keh gayi unko shikva hai ke baat ho na saki unko shikva hai ke baat ho na saki har najar ek nayi dastan keh gayi har najar ek nayi dastan keh gayi dastan keh gayi, dastan keh gayi unko sikva hai ke baat ho na saki ye husn ye ada ye jawnai ye baakpan jaise bhari bahar ke aagosh me chaman chehre pe rango noor ki barsi hui ghata rangeen si nigah me rangeen sa nasha julfe khule to chum le sawan ki badliya najare uthe to raks me aa jaye bijaliya ye phul se hotho pe baharo ke fasane dhala hai tumhe noor ke sanche me khuda ne dhala hai tumhe noor ke sanche me khuda ne noor jalvo ka mehfil me barsa magar noor jalvo ka mehfil me barsa magar dil ke daman pe barsaat ho na saki yu mile ki mulakat ho na saki yu mile ki mulakat ho na saki ho na saki, ho na saki hoth kanpe magar baat ho na saki hoth kanpe magar baat ho na saki shama ka husn dekh ke parvane jal gaye lo aaj apni aag me diwane jal gaye dekha jo ranje husn tabiyat machal gayi beikhtiyar aahate dil se nikal gayi chhuta jo hath hath se sabro karar ka ja aage badh ke tham le daman bahar ka dekha hai kahi raat ke raahi ne savera bhatke hue dilo ka mukadar hai andhera bhatke hue dilo ka mukadar hai andhera panv utate to gesuye manjil magar panv utate to gesuye manjil magar raah ki roshni sath ho na saki raah ki roshni sath ho na saki har najar ek nayi dastan keh gayi har najar ek nayi dastan keh gayi ji dastan keh gayi unko sikva hai ke baat ho na saki unko sikva hai ke baat ho na saki tere siva jahan me koi dusra nahi ae husn ye gurur ye dava baja nahi ham kya hai hame dekh tu hamse najar mila hamne kiya hai tumse mohabbat se aasna pattar ko dard baks diya dil bana diya chaha tumhe to naaz ke kabil bana diya hasti ko teri hamne sanwara saja diya jarre ko aasman ka sitara bana diya jarre ko aasman ka sitara bana diya aankh uthne se pehle hi sharma gayi aankh uthne se pehle hi sharma gayi julf bikhari par raat ho na saki julf bikhari par raat ho na saki yu mile me mulakat ho na saki yu mile me mulakat ho na saki ho na saki, ho na saki hoth kanpe magar baat ho na saki hoth kanpe magar baat ho na saki machle hai sare badan diwane husn ke samjhenge nadan kya afsane husn ke shabnam hi nahi shola sharara bhi hai ye husn ek phul hi nahi hai angara bhi hai ye husn nagmo ka tarannum bhi hai aaho ka taaz bhi raato ki bekarari bhi khawabo ka raaz bhi saudaai husn ke jara aaram se baithe jo thamne aaye hai to dil tham ke baithe bajiye jaan dil to lagi baar hai bajiye jaan dil to lagi baar hai husn ko par kabhi maat ho na saki husn ko par kabhi maat ho na saki unko shikva hai ke baat ho na saki unko shikva hai ke baat ho na saki unko shikva hai ke baat ho na saki har najar ek nayi dastan keh gayi har najar ek nayi dastan keh gayi ji dastan keh gayi unko shikva hai ke baat ho na saki unko shikva hai ke baat ho na saki