SONG: Husn Bhi Hai Udas Udas Ishk Bhi Gam Se Chur Hai - हुस्न भी है उदास-उदास इश्क़ भी ग़म से चूर है

Husn Bhi Hai Udas Udas Ishk Bhi Gam Se Chur Hai - हुस्न भी है उदास-उदास इश्क़ भी ग़म से चूर है

LYRICS:
husn bhi hai udas-udas ishk bhi gam se chur hai husn bhi hai mere nasib dekhiye mere nasib dekhiye paas ho ke dur hai husn bhi hai udas-udas ishk bhi gam se chur hai husn bhi hai hotho se chhin gayi hansi khil na saki koi kali hotho se chhin gayi hansi kahne ko baag me bahar kahne ko baag me bahar aayi hui jarur hai husn bhi hai udas-udas ishk bhi gam se chur hai husn bhi hai jab se khafa hai jindagi ruth gayi hai har khushi jabse khafa hai jindagi dil me kisi ka gam liya dil me kisi ka gam liya bas ye mera kasur hai husn bhi hai udas-udas ishk bhi gam se chur hai husn bhi hai