SONG: Humse Ye Dil Kahta Hai - हमसे ये दिल कहता है

Humse Ye Dil Kahta Hai - हमसे ये दिल कहता है

LYRICS:
hamse ye dil kehta hai, dilbar ke paas na jana hamse ye dil kehta hai, dilbar ke paas na jana diwane kar dete hai auro ko bhi diwana hamse ye dil kehta hai najdik tumhare aake hamne bhi yahi hai jana diwane kar dete hai auro ko bhi diwana hamse ye dil kehta hai hamko hai yaad sanam tum aksar aahe bharte the hamko hai yaad sanam tum aksar aahe bharte the ab pehchana hamne, tum aisa kyu karte the ek roz thadap ke tumne, hamko bhi tha tadpana diwane kar dete hai auro ko bhi diwana hamse ye dil kehta hai vo duniya kyu na chode, tum jisko paas bulao vo duniya kyu na chode, tum jisko paas bulao vo rasta kyu na bhule tum jisko raah batao jo jaam ko hath lagaye vo kyu na ho mastana diwane kar dete hai auro ko bhi diwana hamse ye dil kehta hai nadaan the ham jo tumko, ham parvana kehte the nadaan the ham jo tumko, ham parvana kehte the ham aapke naam se hi apna afsana kehte the hamko bhi sama banke is aag me tha jal jana diwane kar dete hai auro ko bhi diwana hamse ye dil kehta hai hamse ye dil kehta hai dilbar ke paas na jana, hamse ye dil kehta hai diwane kar dete hai auro ko bhi diwana hamse ye dil kehta hai