SONG: Humse Dil Ki Lagi Na Chupana - हमसे दिल की लगी ना छुपाना

Humse Dil Ki Lagi Na Chupana - हमसे दिल की लगी ना छुपाना

LYRICS:
hamse dil ki lagi na chhupana hamse dil ki lagi na chhupana dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana hamse dil ki lagi na chhupana hamse dil ki lagi na chhupana dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana thandi hawao ka karke bahana karke bahana kahani hamari hami se chhupana hami se chhupana bhole balma ne ye na jana dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana na bechainiya dil se na tumse chhupengi na tumse chupengi juban chup rahi to nigahe kahengi nigahe kahengi lagi dil ki hai mushkil hai chhupana dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana wo ruk ruk ke kahna maza de raha tha maza de raha tha ke nazro ka jhukna pata de raha tha pata de raha tha laga dil pe nazar ka nishana dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana yahi dekhna hai na kab tak kahoge na kab tak kahoge kaha tak mohabbat me chup chup rahoge chup chup rahoge piya kab tak karoge ye bahana dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana hamse dil ki lagi na chhupana hamse dil ki lagi na chhupana dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana dekho ji kahi kahde na nigahe ye fasana